bas pehlu hai zeevan ke
badalte waqt ki taabir hi hai ;
woh jo lamhe rukhte nahin the unke saath,
saath waqt unke ab katta nahin ;
un baatoon ka aaina ,
jo hardam hasta tha bas;
un chehroo ke hoone se ,
dard ab ghatta nahin ab ;
bina seer-pair kee baithak ,
thahake bas khaali lafzoo pe;
dimaag se samjhte hai,
dil se ubharte nahin;
kyon sab bune kahani,
bas lagti "bakhwaas" se hai ;;
-Tushar
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteCoooool. Too good..i cn easily relate these phases of life to " before 'sick' and after 'sick' time " he he...
ReplyDelete