Saturday, September 22, 2007

kitne baatein kahni thi...

kitne baatein kahni thi
kitne raatein jaagi thi
tere intezaar main
tere aane ki rah main

woh chaand bhi chala gaya
raat safar ke baad bhi
dhoonda tumhe ujaloo main
shaam ke jalte chiraago main

kuch sapney tere saath ke
jeevan ki har raah ke
badte kadam teri aas main
jeete dua har saans main

dil kahi ab lagta nahin
tu nahin too kuch nahin
tanha khade hai bheed main
adhoore se door pyaar main

muskuraate hai pal sooche jab
hoga kya tum aayoge tab
paa lege tumhe har raang main
kooyi meera, shyam sang main

kitne baatein kahni thi
kitne raatein jaagi thi
tere intezaar main
tere aane ki rah main
-Tushar

Saturday, September 15, 2007

aakh se lafz bolo na...

aakh se lafz bolo na
dil ke sahme raaz kholo na

un khaamosh lamhoon ke saaye main
mere saath ke rang gholo na

lambi tanha in raahoon pe
khawab ki manzil dhondho na

jo kahani tooti baithe hai
tukre wafa se joodo na

sitaare jahan main bahoot hai
unme apna chaand dekho na

raat ke gujraate andheroon main
kal ke sapnoo ki tasveer dekho na

woh jo darta hai tanhaiyoon se
khud ko khuda se mila ke dekho na

haafte bhaagte thakte duniya se
maa ke aanchal main soo-lo na

kaun aapna kaun paraya jahan main
pyaar baatate yeh socho na

aakh se lafz bolo na
dil ke sahme raaz kholo na
-Tushar

Friday, September 14, 2007

When they think that I hate...

When they think that I hate
What to say about my fate

When days here were dark
When stars in night lost spark
What all I did was to wait
Whining for long lost bait
When soaked tears in eyes
While a smile for byes
When I just lived hoping
While all was gone moping
When words just became flawed
When I was crowned a fraud

When they think that I hate
What to say about my fate
-Tushar

The night and me...

A walk on long road dark lying wide,
Steps moving slowly with silence inside;
Seeing the far light as dream to attain,
Together night & me determined to sustain;
-Tushar