Sunday, July 27, 2008

Khawab bhi yun hai haqueqat...

Version:2
Khawab bhi yun hai haqueqat
Tum bhi aur haseen saath bhi

Woh mehfil badi hai roonak
Jaam bhi saath madhoosi bhi


Woh shaam roomani tanha hai
Jaagti raat bhi lagti badi pyaari bhi

Woh khamoshi kuch hai kehti
Zulf khuli bhi simti baahen bhi

Lab surkh hai sahme sahme
Paas tu bhi , teri tishnagi bhi
**************************
Version:1
Khawab bhi haqueqat hai
Tum hoon haseen saath hai

Woh mehfil bhi roonak hai
Jaam hai saath madhoosi hai

Woh shaam bhi roomani hai
Jaagti raat badi pyaari hai

Woh khamoshi bhi bolti hai
Zulf khuli simti baahen hai

Woh lab bhi sahme hai
Paas tu, teri tishnagi hai
-Tushar

Wednesday, July 23, 2008

Soocho Soocho...

Soocho soocho
Sooch ke dekho
Sapnoo ke shahar
Main ghar ko dekho
Neela hi gagan
Aapni hi dharti
Par udta
Bawre man ko dekho

Soocho soocho
Sooch ke dekho
Aapne liye bhi
Sawan hai barso
Khusi aayi
Saja ke rakho
Khilkhila ke
Bas hasdo
-Tushar

Unique

People always say that, " I am unique".
I know they just politely mean, 'we don't really understand you'.
Who cares ?
I too myself find uniqueness all around all the time.
-Tushar

I want to...

I am tired of my body
tired of my soul
I want to sleep
but no dreams of yours

I am tired of the talks
tired of the walks
I want to hold
but no thought of yours

I am tired of me
tired of the world
I want to love, all mine
but no condition of yours
-Tushar

Monday, July 21, 2008

tere liye

Tu khush hai wahan jahan hai tu,
Isse kuch to hota hai dil ka dard kam;
Kya yaad utna nahin aata mujhe ab tu,
Ya tere liye tujhe hi bhula baithe hum;
-Tushar

Is it so wrong...

Is it so wrong to feel,
Is it so bad to weep,
To say with water,
how broken you are,
To express how happy you were,
To just say how lonely you will be,
I don't want to hold past back,
but give me time to say final good-bye,
just little time to say this bye,
embraced in our smile...
-Tushar

Kuch khayal...

Aangdaaye le subhah ne yohi bas,
khawab ka parda hata haqueqat ka aaina dekh liya;
paya apna hi chehra phir aaj ek nayi jung ki tayari karta hua.
********************************************************
Woh ja rahe hai nayi zindagi ke raaste,
kaash mud kar humse bhi pooche,
arre yaar tum bhi saath chalo...
**********************************************************
Tere jaane ko kaise kah do jaana
Tere na hone ko kaise kah do bhichadna
Tu nahin to kya hua
Teri in yaadoon ko bhala hum se kaun cheen payega
**********************************************************
-Tushar

Sunday, July 06, 2008

प्यार की जुबां

कोई मुझे बताये प्यार की जुबां क्या है ?
जो ग़ालिब ने कहा या मिहिर ने लिखा
मुझ नादाँ शायर के लिए तो बस
मेरे यार के साथ की खामोशी ही कातिल है
-तुषार